Best Budget Smartphones Under ₹15,000 in India: December 2024 or 2025 Buzz Trend

 Best Budget Smartphones Under ₹15,000 in India


Agar tum Budget Smartphone dekh rahe ho jisme Battery, Performanceor Display Sab Aacha Ho toh ye List AApke bhout Kam ki ho sakti h. December 2024 or 2025 ke letest models ke saath aa jow .


1. CMF Phone 1

Display: 6.6-inch AMOLED, 120Hz refresh rate – Movies Or Gaming ke liye ek dam smooth or perfect h.

Processor: MediaTek Dimensity 7300 – Gaming or phone pe kam karmne walo ke liye best rahega.

Cameras: 64MP + 2MP rear, 16MP front – ekdam saaf or aacha photo click karta h.

Battery: 5000mAh with 45W fast charging –poora din chalega or fast charging v hoga.

Special Feature: Premium looks ke sath ek dam aacha budget me h.

CMF Phone 1


2. Poco X6 Neo

Display: 6.67-inch Super AMOLED, Phone HD+ resolution support ke saath aata hai aur usme 120Hz refresh rate bhi diya gaya h.

Processor: MediaTek Dimensity 6080 chipset diya gaya hai. Phone 12GB LPDDR4X RAM support karta hai. Saath hi, phone 128GB aur 256GB storage options ke saath aata hai​.

Cameras: 108MP + 2MP rear, 16MP front –Phone ke rear camera se 30fps par 1080 pixels ki video record kar paoge. Camera ki baat karein, toh phone se daylight me shandar photos click hoti hai.

Battery: Phone mein 5000mAh ki badi battery di gayi hai. Saath hi, phone mein 33W fast charging support diya gaya h.


Poco X6 Neo

3. Realme Narzo 70 Turbo

Display: 6.67-inch Samsung E4 OLED display mein aayega. Ismein 120Hz se lekar 180Hz touch sampling rate support diya jayega​.

Processor: MediaTek Dimensity 7300 Energy chipset ke saath aayega.

Cameras: Main camera 50MP ka hoga. Iske alawa, 2MP portrait camera diya jayega. Saath hi, selfie ke liye 16MP front camera milega.

Battery: 5000mAh ki battery di jayegi. Saath hi, 45W fast charging support diya jayega​.

Realme Narzo 70 Turbo

4. Vivo T3x

Display: 6.72-inch ki IPS LCD screen milti hai. Display 120Hz refresh rate aur 1080 x 2408 pixels resolution ko support karti hai​.

Processor: Snapdragon 6 Gen 1 chipset lagaya gaya hai. Chipset ko Adreno 710 GPU ke saath joda gaya hai​.

Cameras: 50MP main aur 2MP bokeh lens lagaya gaya hai. Isse 4K video record kar sakte hain. Selfie ke liye 1080p@30fps ke saath 8MP ka sensor phone mein milta hai.

Battery: Ismein 44W ke flash charger se charge hone wali 6,000mAh battery di gayi hai aur 9.32 ghante tak single charge mein gaming kar sakte hai.


Vivo T3x


5. Redmi 13 5G

Display: 6.7-inch FHD+ display milne wala hai jo 120Hz refresh rate ke saath aayega​

Processor: Qualcomm Snapdragon 4 Gen2 processor diya gaya hai toh gaming ke liye bhi yeh sahi hai. Ham aur kuch logon ka experience processor ko lekar kaafi accha raha hai​.

Cameras: 108MP + 2MP rear, 13MP front Indoor mein zarur aapko thoda struggle karna padega kyunki itni achhi photo ya video aapko dekhne ko nahi milega.

Battery: 5030mAh with 33W charging Batter toh thik thak aapko dekhne ko mil jyega.


Redmi 13 5G


Kaunsa Phone Perfect Hai Tumhare Liye?

  • Agar camera chahiye toh Poco X6 Neo ya Redmi 13 5G best hai.
  • Gaming aur multitasking ke liye CMF Phone 1 aur Realme Narzo 70 Turbo.
  • Agar tumhe battery backup zyada chahiye, toh Vivo T3x ek strong contender hai.
  •  Ab aap apne kam ke hisab se aapko jo v thik lage le sakte ho .


Ye vi Padhe 

How to Make the Best Maggie Noodles with Veggies in Minutes Buzz trend

Previous Post Next Post